Fatiha Ke Fawaid aur Tariqa
Fatiha KE Faidah
Farmane Mustafa Peace Be
Upon Him:
Meri Ummat Gunan samit Qabr me Dakhil Hogi aur
Jab nikle gi to be Gunaah hogi Kyunki Woh Momin ki Duaaaon se Bakhsh di Jati
hai.
(Ref.
Fatihar aur Esal e Swaab ka Tariqa Page No. 6)
Jo koi Tamam Momin
Mardon aur Auraton ke liye Dua e Maghfirat karta hai. Allah Ta'aala Uske Har
Mard aur Aurat ke Ewaz (Badle) aek Neki Likh deta hai.
Ay Hamare Rab! Meri aur Har Momin aur Momina
ke Maghfirat Farmaa. Ameeen.
(Ref.
Fatihar aur Esal e Swaab ka Tariqa Page No. 8)
Jo Ba niyat e Sawaab
apne Waliden dono ya Aek Ki Qabr ki Ziyarat kare Hajje Maqbool ke Barabar
Sawaab Paye aur jo Ba kasrat Unki qabr ki Ziyarat karta ho. Farishte uski Qabr
ki (yani Jab yeh Faut hoga) Ziyarat ko Aayen.
(Ref.
Fatihar aur Esal e Swaab ka Tariqa Page No. 3)
Fatiha Ka Tariqa
Wazu karne ke bad Qibla roo
(Kaba Shari ke Traf Munh karke) baith Jayen
Jis cheez par fatiha dena ho usko samne rakh le. Samane rakhna sirf Mubaah aur
jaaiz hai. Agar Woh cheez dhaki (Pack) hai to khol (Open kar) le aur looban
agarbatti sulgaye (Agar Maujood ho to)
fir 11 bar Darood Sharif padhkar Panj (Panch) Qurani Aayat sharif ki tilawat
kare Ya Jitna Zyadah ho sake Tilawat Kre.
11 Bar Durood Sharif
Allahumma Sal li alaa sayyidina muhmmadeew w alaa aa-li
sayyidina muhammdeew w ashabihi w barik w sallim Ya Sallallahu Alai hi w
sallam.
Aayat sharif
Laqad jaakum rasoolun min anfusikum AAazeezun AAalayhi ma AAanittumhareesun
AAalaykum bialmu/mineenaraoofun raheemun Fa-in tawallaw
faqul hasbiya Allahu la ilahailla huwa
AAalayhi tawakkaltu wahuwa rabbu alAAarshi alAAatheemi
(Para 11)
Surah Al-Kafiroon
Bismi Allahi alrrahmanialrraheemi
1. Qul ya ayyuha alkafiroona
2. La aAAbudu ma taAAbudoona
3. Wala antum AAabidoona ma aAAbudu
4. Wala ana AAabidun ma AAabadtum
5. Wala antum AAabidoona ma aAAbudu
6. Lakum deenukum waliya deeni
Surah Al-Ikhlas
Bismi Allahi alrrahmanialrraheemi
1. Qul huwa Allahu ahadun
2. Allahu alssamadu
3. Lam yalid walam yooladu
4. Walam yakun lahu kufuwan ahadun
Surah Al-Falaq
Bismi Allahi alrrahmanialrraheemi
1. Qul aAAoothu birabbi alfalaqi
2. Min sharri ma khalaqa
3. Wamin sharri ghasiqin itha waqaba
4. Wamin sharri alnnaffathatifee alAAuqadi
5. Wamin sharri hasidin itha hasada
Surah Al- Naas
1. Qul Aauzu Bi rabbinnasi
2. Maliki alnnasi
3. Ilahi alnnasi
4. Min sharri alwaswasi alkhannasi
5. Allathee yuwaswisu fee sudoori alnnasi
6. Mina aljinnati waalnnasi
Surah Fatiha
1. Bismi Allahi
alrrahmanialrraheemi
2. Alhamdu
lillahi rabbi alAAalameena
3. Alrrahmani
alrraheemi
4. Maliki
yawmi alddeeni
5. Iyyaka
naAAbudu wa-iyyaka nastaAAeenu
6. Ihdina alssirataalmustaqeema
7. Sirata allatheena
anAAamta AAalayhim ghayri almaghdoobiAAalayhim wala alddalleena
Surah Baqarah
Bismi Allahi alrrahmanialrraheemi
1. Alif-lam-meem
2. Thalika alkitabu la rayba
feehi hudan lilmuttaqeena
3. Allatheena yu/minoona bialghaybiwayuqeemoona alssalatawamimma razaqnahum
yunfiqoona
4. Waallatheena yu/minoonabima onzila
ilayka wama onzila min qablika wabial-akhirati hum
yooqinoona
5. Ola-ika AAala hudan min rabbihim waola-ika
humualmuflihoona
Aayaate-E- Khamsah
1.
Wa-ilahukum
ilahun wahidun la ilahailla huwa alrrahmanualrraheemu
2.
inna
rahmatallahi Qareebum Minal Musineena
3.
wamaa
Aesalnaka illaa Rahmatal lil Aalameen
4.
Ma kana muhammadun aba ahadin min rijalikumwalakin
rasoola Allahi wakhatama alnnabiyyeena wakana
Allahu bikullishay-in AAaleeman
5.
Inna
Allaha wamala-ikatahu yusalloona AAalaalnnabiyyi
ya ayyuha allatheenaamanoo salloo AAalayhi wasallimoo
tasleeman
Jazallah Anna
Syyedina Muhammadam Maa Huwa Ahluh
Sallallahu Alaihi Wa
sallam
Subhaa na rabbi ka rabbil
izzati Ammaa yasifoon
wa salaamun alal mursleen wal hamdullilaahi rabbil Aalamin
Ab Fatihaa Padhne wala Hath Uthakar Buland Aawaz se "
Al- Fatiha" kahe. Sab log Ahista se Yani itni Aawaz se ki Sirf Khud Sune
Surah Al- Fatiha Padhen. Ab Fatiha Padhane Wala is tarah Elaan kre Mere Islami
Bhaiyo! Aap ne Jo Kuch bhi Padha Hai Uskaa swab mujhe de dejiye. Tamam Hazireen
Kah Den "Aap ko De
Diyaa" Ab Fatiha Padhana Wala Esal e Swaab kar de.
Eisal e Swaab ke Liye
Duaaa Ka Tariqa
Ya Allah ! Jo Kuch Padha Gayaa ( Agar Khana wagirah hai to
is tarah se bhi kahiye) aur jo kuch khana wagairah pesh kiya gya hai uska Swaab
hamare Naaqis Amal ke Laiq nahi Bilki apne karam ke Shayaane Shaan Mar-Hamat
farma au rise hamari Janib se Huzoor Rahmatul lil Aalameen sallallahu Alaihi Wa
sallam ki Bargaah me Nazr Pahuncha. Sarkar – e – Madina sallallahu Alaihi Wa
sallam ke Tawassut (waseele) se Tamam Inbiyaa – E- Karaam Alaihimus Salaam,
Tamam Sahaaba – E- Karaam Alaihimur Rizwaan, Tamam Auliyaa e Ezaam
Rahimullahussalaam ki Janab me Nazr Pahuncha. . Sarkar – e – Madina sallallahu
Alaihi Wa sallam ke Tawassut (waseele) se Syyedunaa Aadam
Safiyullah Alaa Nabiyina wa Alaihissalatu wassalaam se le kar ab tak jitney
Insaan wa Jinnat Musalmaan huwa aur Qiyamat tak honge Sab ko Pahucha. Es
Dauraan Bahter yah ki Jin Jin Buzugon ko Khusoosan Esaal se Swaaab karna hai
Unka bhi Naaam le te Jayiye. Apne Maaa Baaap aur Apne Peer o Murshid ko bhi
Naam ba Naam Eisaaal e Swaab kijiye.
Note: Faut Shudgaan me se jin jin ka Naam lete hain unko
khushi hasil hoti hai agar kisi ka bhi naaam na len sirf itna hi kah len ki Ya
Allah! Eska sawaab Aaj tak jitney Ahle Imaan huwe un sab ko Pahunchaa tab bhi
har aek ko Pahunch Jayegaa. In sha Allah
Ab Hasb e Mamool duaaa Khatm kar dijiye. (agar thoda thoda
khana aur pani nikala tha to who dosre khano aur Pani me daal dijiye).
0 Comments:
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home